魔镜歌词网
魔镜歌词网 > 欧美歌手 > Chandan Dass > Sabko Dushaman Bana Liya

Chandan Dass



歌词
专辑列表

Chandan Dass

Sabko Dushaman Bana Liya

Chandan Das

Dilo dimaag ko ro
Lunga aah karlunga
Tumhare ishq mein
Sab kuchh tabaah karlunga
Agar mujhe na mili
Tum tumhare sar ki kasam
Main apni saari jawaani
Tabaah karlunga

Sabko dushaman bana liya maine
Sabko dushaman bana liya maine
Sabko dushaman bana liya maine
Aap se dil laga liya maine
Aap se dil laga liya maine
Sabko dushaman bana liya maine
Sabko dushaman.

Har taraf raaste mein kaante the
Har taraf raaste mein kaante the
Phir bhi daaman.
Phir bhi daaman bacha liya maine
更多更详尽歌词 在 ※ Mojim.com 魔镜歌词网
Phir bhi daaman bacha liya maine
Aap se dil laga liya maine
Sabko dushaman bana liya maine
Sabko dushaman.

Dil ne khwaaish to ki behek ne ki
Dil ne khwaaish to ki behek ne ki
Kaise dil ko.
Kaise dil ko mana liya maine
Kaise dil ko mana liya maine
Aap se dil laga liya maine
Sabko dushaman bana liya maine
Sabko dushaman.

Neend aati nahi hain aankha mein
Neend aati nahi hain aankha mein
Rog kaisa.rog kaisa laga liye maine
Rog kaisa laga liye maine
Aap se dil laga liya maine
Sabko dushaman bana liya maine
Sabko dushaman.