- 歌詞
- 專輯列表
Sonu Nigam
-
Aaj Ki Raat
作詞:Elsan Loy Shankar
Shaam hai, jaam hai aur hai nasha Tan bhi hai, man bhi hai pighla hua Chhayi hai rangeeliyan Phir bhi hain betabiyaan
Kyun dhadakta hai dil? Kyun yeh kehta hai dil? Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya?
Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga Jo hamesha tha mera bhi mera hoga Kaun kiske dil mein hai faisla hoga
Faisla hai yahi jeet hogi meri 更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網 Oh, deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya?
Aao main tumse kahoon baat chupke se Rang badlegi pal mein raat chupke se Tumko le jaaonga phir saath chupke se
Jaaoge tum kahan? Dekho main hoon yahan Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya?
-
|