- 歌詞
- 專輯列表
Kiran Ahluwalia
-
Taskeen
Tumharay honthon nai kitnay honton say taskeen ka jaam piya Kitnay badan tumharay jism ki sunehari chadar ko ordh kar sotay rahay
Mujhe Isse koi garz nahi Kay aaj say pehlai tumahari ankhay kitni ankhon kay samandar mai doobti ubharti raheen
Mujhe uus lamhay say pyar hai jab tumne apni kirdaar ki sachaee ka zeher piya Jab tumne kaha mujhe chaand samajhnay vali nadaan auraat Main chaand nahi, chand ka daag hoon Bas usi lamhay mujhe ehsaas hua Agar tum na hotay to chaand kitna adhoora hota
-
|